Ek roj uhi bethe bethe
dil mein ek khayal aaya
khayal mein uska chehra nazar aaya
chehra jo uska khayalo mein aaya
tho dil mein ek ajeeb sa sukoon sa chaya
chain mil gaya tadapte dil ko
jab wo chehra humare khyaalo mein u muskuraya...........
muskurane se jo mila u sukoon
tabhi uski yaad ne khyaalo ke darwaje pr khatkhatya
hatya khayalo se jo najariya apna achaank usko apne samne paya
khayal uska khayal banker aaya
usse milne ka sabse jyada sukoon mujhe apne khayalo mein aaya
Comments
Post a Comment