Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2018

badnamiyaaa

Pyar na karna Yaro  Milti kya hai ,  sirf Badnamiyaa Dil na lagana yaro,  Dil ko Milta Kya Hai     Sirf Badnamiyaaa   Kabhi kisi ko Apna nA banana Yaroo  Milti HAi tho Sirf Badnamiya    Badnaam kar dala Bhut s Logo ko , Mila kya dil Laga K Ye unhi S puchoo   Badnamiyaaa badnamiyaaa badnamiyaaa badnamiya          Chahat Karke Kitno N khud ko tabah kiya   Pyr mein pad ke kitno ne jaan ko gawaya    mila kya y zamane s jara pucho  badnamiyaa badnamiyaaaa badnamiyaa ..............

Ehesaash

yrr pyar kya hota hain  ye ek ehesaash ku hota hain ku kisi ka chuna acha lagta haun ku kabhi kisi ke door jane se dr lagta hain         ku dil bekarrar hota hain    ku koi itna acha lagta hain ki uspe jaan tk    lutane ka man hota hain ku    ye sawal the kabhi mere bhi dil mein      abh jawqab hain mere pass inka  phele jawab nahi tha ki ye unchuha ehesaash kya hai     ye pyar ka ehesaas hain jo ek insaan ko  wo sapne dikhate hain jo kabhii wo nhi dekh sakta   duniya se ladne ki sari taaqt hoti hain  jb pyr sath hota hai, uska aur uske pyr ko   koi nahi hara sakta jab tk do pyr karne wale sth ho wo hr musibat aur duniya se lad jata hain..... hayye kitna pyara hota hain y pyr  sara jahaan bhulne k mn karta hain  kisi k pyar mein.......    ye unchuhaa ehesaash bhala koi kese bayaan kar sakta hain  apne hotho se ................